Ajnabee (1974) | ek ajnabi haseena se lyrics | Kishore Kumar

ek ajnabi haseena se lyrics

Ek ajnabi haseena se lyrics this song from Movie “ Ajnabee (1974)” stars Rajesh Khanna, Zeenat Aman. This is evergreen most romantic of Bollywood film industry one of the remarkable song ever. Beautifully shot in picturesque locations, Ek ajnabi haseena se lyrics Right for this video and lyrics are provided by Studio Ajnabee (1974). The song is sung by Kishore Kumar. music is by Pritam and the lyric is penned by Anand Bakshi.

Ajnabee (1974) | ek ajnabi haseena se lyrics

Song credits

Movie: Ajnabee (1974)
Singer: Kishore Kumar
Music: R. D. Burman
Lyrics: Anand Bakshi

ek ajnabi haseena se lyrics in English

Ek Ajnabi Hasina Se
Yun Mulaaqat Ho Gayi
Ek Ajnabi Hasina Se
Yun Mulaaqat Ho Gayi
Phir Kya Hua Yeh Na Puchho
Kuch Aisi Baat Ho Gayi

Ek ajnabee haseena se
Yun mulakat ho gayi

Wo Achanak Aa Gayi
Yun Nazar Ke Saamne
Jaise Nikal Aaya
Ghata Se Chaand

Chehre Pe Zulfen
Bikhri Hui Thi
Din Mein Raat
Ho Gayi

Ek Ajnabi Hasina Se
Yun mulakat ho gayi

Jane man jane jigar
Hota mai shayar agar
Kehta gazal teri adao par

Maine ye kaha to
Mujse khafa ho
Jaane hayaat ho gayi

Ek Ajnabi Hasina Se
Yun Mulaaqat Ho Gayi

Khubsurat baat ye
Char pal ka saath ye
Sari umar mujko rahega yaad

Mai akela tha magar
Ban gai wo hamsafar
Wo mere sath ho gayi

Ek Ajnabi Hasina Se
Yun mulakaat ho gayi
Phir kya hua ye na pucho
Kuch aisi baat ho gayi

https://www.youtube.com/watch?v=DJhfPq4GgU0

ek ajnabi haseena se lyrics in Hindi

एक अजनबी, हसीना से,
यूँ मुलाकात, हो गई
फिर क्या हुआ, ये ना पूछो,
कुछ ऐसी बात, हो गई
एक अजनबी …

वो अचानक आ गई,
यूँ नज़र के सामने
जैसे निकल आया घटा से चाँद
चेहरे पे ज़ुल्फ़ें,
बिखरी हुई थीं
दिन में रात हो गई
एक अजनबी …

जान-ए-मन जान-ए-जिगर,
होता मैं शायर अगर
कहता ग़ज़ल तेरी अदाओं पर
मैं ने ये कहा तो,
मुझसे ख़फ़ा वो
जान-ए-हयात हो गई
एक अजनबी …

खूबसूरत बात ये,
चार पल का साथ ये
सारी उमर मुझको रहेगा याद
मैं अकेला था मगर,
बन गई वो हमसफ़र
वो मेरे साथ हो गई
एक अजनबी …

You may like this also: beete lamhe lyrics |The Train | K K